Dear All, This is my second post. Please find the PPT. 5 Great points mentioned when a Pencil been created, which is also meaningful in our life too. Enjoy the PPS Thanks Amit K Saha
From India, Palampur
From India, Palampur
Dear Amit, it is really motivating and inspiring presentation, good work keep it up..... SATYA
From India, Calcutta
From India, Calcutta
Thank you for the email.
Har raahi ko man chaha mukaam nahi milta,
Jisko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta,
Aasma ke sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hain,
Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta.
Sookh jaate hain lab, lafz milte nahi,
Hota nahi humse ishq bayaan,
Unhe kaise bataoon dil ki lagi,
Kaise sikhaoon aankhon ki zubaan!
Tumhe dil mein basaye rakhta hoon,
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon,
Tumhe meri nazar na lag jaye,
Isliye nazarein jhukaye rakhta hoon.
Kaise kahein ke aap kitni khubsurat hain,
Kaise kahein ke hum aap pe marte hain,
Yeh to sirf mera dil hi jaanta hai,
Ke hum aap pe hamari jawani qurbaan karte hain.
From India, Pune

CiteHR is an AI-augmented HR knowledge and collaboration platform, enabling HR professionals to solve real-world challenges, validate decisions, and stay ahead through collective intelligence and machine-enhanced guidance. Join Our Platform.