Hi friends,

I am back with a new game that will bring out the artist hidden inside you. So, friends, participate in this wonderful game.

Rules:
We will give a theme, and you have to write a script on it. Make yourself a character, start playing a role, and speak your self-made dialogues.

Theme:
There is a girl in a small town, and she has a dream of becoming a star in the film industry. She keeps watching movies and fashion shows on television. But as she grows up, her parents start searching for a boy from their town to marry her. She decides to elope to a big city...

I am not deciding on the ending, so please create dialogues, make yourself a character of this movie associated with the character, and play a role. Remember, speaking dialogues is necessary. In brackets, you can explain the situation or any necessary details.

From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla, a beautiful girl of 16 years old, enters her house.

Mangla: "Amma... I am dying of hunger..." (She throws her school shoes but her mom does not respond) "Oh amma! I am starving. How can you keep your beautiful daughter without food and water... hummmmmmm."

From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

User input:
Kya yaar durga... ek aur game... ye kya maajara hai... sub... hummmmm... ghare me koi chhota bachha hai jo kahani banwa rahi ho... har roz... nways... main thing is that it is toooooo cooollll... let me check... isme kaha tak pahooche... i'll join u surely here too...

Corrected text:
Kya yaar Durga... ek aur game... ye kya majara hai... sab... hmm... ghar mein koi chhota bachha hai jo kahani banwa rahi hai... har roz... anyways... the main thing is that it is too cool... let me check... isme kaha tak pahuche... I'll join you surely here too...

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

( utne mai mangla ki fraind DEVI aai.) ( Vo mangla ko bula rahi hai) MANGLA......... MANGLA........... KAha ho?

Acknowledge(0)
Amend(0)

User input:
Un dono ko jaana tha unke friend Smeet ke paas. Ek taraf Devi aawaz lagati hai aur dusri taraf Smeet ka phone aata hai. "Hello, Mungla, kya kar rahi ho yaar abhi tak? Woh Devi ki bachhi aayi ke nahi? Ek pehle se hi deri ho gayi hai. Jaldi karo, warna King Khan chala jayega."

Corrected text:
Un dono ko jaana tha unke friend Smeet ke paas. Ek taraf Devi aawaz lagati hai aur dusri taraf Smeet ka phone aata hai. "Hello, Mungla, kya kar rahi ho yaar abhi tak? Woh Devi ki bachhi aayi ke nahi? Ek pehle se hi deri ho gayi hai. Jaldi karo, warna King Khan chala jayega."

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

(utne mai mangla se devi ne phone khinch liya) Hello smeet, mai devi bol rahi hu..... ye mangla abhi taiyar nahi hui hai. time itna le rahi hai jaise usko koi film ke shoot mai jana ho....

Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: Han han, jana hai mujhe shoot me. Tum dono hamesha mera mazak udate rahte ho. Dekhna, King Khan jab mujhe dekhega to director ko kahega ki heroine hogi to Mangla nahi, to main ye film nahi karunga.
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: O mangala jungla... uth beti uth... din me sapne nahi dekhne thik nahi... ab jaldi kar... warna... SRK Devi ko sign kar lega... chal jaldi kar... ab... yaar tu ladkiyo ki yaahi aadat mujhe pasand nahi... "
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

am dre frnds...carry one.....maza aa raha...actually my hindi is not dat strong ki i also gv few dialogues...bt you all carry on..am enjoying...... :)
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Sure, here is the corrected and formatted text:

Arre... Sohini, you can continue in English. Yaar, not to worry. Yahaan, CHR wale koi award nahi dene wale. Ki aap quit kar lo. Come on! And I know your Hindi is not that poor.

Please let me know if you need any further assistance.

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla to Sumeet: Baba, main aapko ek din dikhadungi ki aapki beti kisi heroine se kam nahi hai. Wo din dur nahi baba jab aapko mujh par fakr hoga. Ai chal devi chal, nahi to King Khan chale jaenge. (Dono ek dusre ka haath pakad bhagne lagte hain)
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

dono nikle, achanak raaste may shekhar mil gaya in dono ko..... shekhar baht acha gata hay.....
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

smeet (mann me): ye do no kaha reh gayi......last 5 mins.. he.....agar nahi aayi to ye SRK chala jayega aur dono ka dil tut jayega.......mujhe hi kuchh karna padega."
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

sohini......aapne aap ko ek character bana lo phir type karo.........thik he.....baaki ur hindi.....is perfect........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

ssmeet mangla aur devi ko dhundne linka, aur puja se mila.' smeet tum yeha kya kar rahe hoooo? tum to yeha nahi rahete ho?????'
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Puja Ek Bahut Hi Sidhi Or Kam Bolne Wali Ladki Hai Or Sumeet Use Pasand Karta Hai ...par Wo Dari Sahmi Kisi Ki Baat Ka Jawab Nahi Deti Phi R Sumeet Usse Kehta Hai...
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Puja:' Arre Puja........hi...how r u?? main to bus yuhi......Devi aur Mangla ko dhoodh raha tha.......u must know them......ya bus wohi Mangla jiski ek naak hamesha behti rehti hai......'
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: Hi PUJA, umhhh..umhhhh (in a taunting way) are Sumit tum Puja ko bhi King Khan se milane le ja rahe ho... achha bachu lene hame aa rahe the aur Puja ko dekh rasta bhatak gay... ha..ha.. chal chal Devi shayad hamari entry galat waqt par ho gayi... man hi man to Sumit hame gali de raha hoga....
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

nahi yaar...woh to sumeet tum dono ko dhunne ja raha tha , raaste may achanak mil gaye..... dnt worry mein tum log ke saath nahi ja rahi hu.......... you all carry on....
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Greetings to all: dekho yaar.....ek to the first thing....kaise frnd ho yaar...aap.....I'm Smeet not Sumit........naam to thik se lo..........aur dusri baat, Mangla itni jalti kyu hai tu hummmm.....ab to Puja tumhe bhi aana hoga.......kya yaar ye log samjte kya hai.........Devi tum to kuchh bolo is behti nak wali se.........main kuchh kehta nahi isika matlab........kuchh bhi......jo mann me aaye woh bolne ha.........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

devi: mangla aab rahene bhi do. smeet ko itna bhi mat satao. after all he is our friend yaar............

Acknowledge(0)
Amend(0)

hey....frnds....u carry on.....me leaving......i’ll join u 2morrow.....bye everybody take care..........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: Sumeeeeeeeeeeeet yane ki Sumeeeeeeeeeet yane ki Sumeeeeeeeeeeeeeet, kiska meet hai hai hai... bhai hum to jal ke khak ho gaye, hamari aisi kismat kahan devi ki, hamara bhi koi Sumeeeeeeeeeeeeeeeeet intezar kare... uuuuuuu maaaaaaaa. Jis se mujhe intezar hai wo chala jayega... chalo chalo.. Puja tum bhi chalo... pllllllzzzzzzzzzzzzz.
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

devi: ye kya aap tino ander ander bat kar rahe hao? ye aap ki pyari si.... sweet si.......... devi ko bhul gaye?

Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: Meri pyari devi, agar tum Sumit se ye expect kar rahi ho ki woh puja ke alawa kisi ka khayal rakhega, to tum bilkul buddhu ho. Ab to hum dono ko hi ek dusre ka khayal rakhna padega. Samjhi? Ab chal, nahi to mere manmeet (SRK) chala jayega.
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

muje lagta hai sab chale gaye. smeet ke jate hi puja bi chali gai aur SRK ko dekh kar mangla bi chali gai.......:( Akele hai........... to kya gam hai....................

Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Kyu Mangala ki baachhi... chal jaldi kar... SRK tera rishtedaar nahi jo rukega... samjhi... aur Devi & Puja... behti naak waali ko samjha do... heroin banana hai to pehle naak saaf karna padega... thanks Devi, tu hi meri best friend hai yaar... warna ye Mangla Jungla to bus sirf naam ki hai... jaha dekho shuru ho jaati hai...
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

chalo chalo........jaldi karo ( devi, puja, mangla or sumeet pahunch jate " no Shanti No" ke set par...lekin guard unhe andar jane nahi deta) Guard: ruk jao...kon ho tum...? ( Sumeet bolta hai......)
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangala, my name is Smeet. Meri amma, ye Sumeet. Sumeet kya laga rakha hai, yaar. Smeet, Smeet, Smeet, a sweet little smile. Smajee, you behti naak.

Smeet to Guard: Hum kaun hai, nahi jaante. Aapke King Khan ki nayi heroine hai na unke dost, samjha bachhu. Chal gate khol der ho rahi hai aur ye letter tip 50/-. Chal hawa aane de.

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Guard: ji saab....saab par ek ghante me wapas aa jaiyega ..meri naukri ka swaal hai na saab...
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Guard: Thik hai, thik hai... chinta mat kar yaar... madam ji ko hum bol denge... don't worry...

Smeet to Mungla: Dekha Mungla ki bachhi, tere liye kitna jooth bolna padta hai... ek hum hai... aur ek tu... jab bhi dekho... kuchh bhi bolti rehti hai...

Smeet to Devi: Kyun sahi bola na Devi... kya kehti ho... tum...

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Devi: Yaar, Smeet, aaj tak tumne kabhi galat bola hai kya? :icon12::icon12::icon12: Main to tumhare har ek baat pe fida hoon ...

Mangla: :beatup::beatup: Bus bus kar, Devi, chalo hum SRK ko dhundte hai.

From India, Pune
Acknowledge(0)
Amend(0)

o...mere lovebird aap kab se Devi ban gaye bhai............please introduce ur self as a new charecter........pls.......
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

This is for everybody who has just joined this thread...

Durga2 is 'Mangala & Guard'
Pinki is Devi
Sohini is Puja
Viral is Smeet... so please, whoever wants to enter this thread, add some new characters related to the story. Thank you for your kind cooperation.

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

r a thik hay choro abhi aur andar chalo..king khan ka program suru ho jayega...aur agar suru ho jata hay to mangala ki to dil toot jayega...pls please hurry up frnds.....
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: haa chalo chalo.......jaldi karo bhai.......o behti naak bura mat maan....au meri amma..chal jaldi kar.....SRK nahi mila to mere 50/- uhi waste ho jayenge......"
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: Ai Smeet, main kaisi lag rahi hoon... Ai Devi, tu bata na... SRK mujhe dekhega na... Bata na yaar... Meri lipstick abhi bhi lagi hai ya thodi aur laga lu... Yaar, mera dil itna jor se dhadak raha hai jitna ki result lene mein bhi nahi dhadka hoga...
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Mast bole to ek dum zakaas... bus ye behati naak ka kuchh kar yaar... just joking... sahi bolu to ek dum mast lagti hai... Aaj bechari Gauri Khan ki to shamat aane wali hai...

Smeet: Devi aur Puja... main tum dono ko bata du... ki jab bhi SRK dikhe, isse pakad ke rakhna... warna maar khilayegi...

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

mangla SRK ko dekhti hai to ek tak dekhte hi rah jati hai..........devi usko kohni se marti hai par uspar koi asar nahi hota...wo to jaise sapne me kho jati hai...
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

haan haan...dnt worry... hum log ka responsibilty hay na frnd ta help karna.....so.....dnt worry....we will take care of it....
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Tabhi... baarish shuru ho jaati hai... aur sab bhigne lagte hain... aur tabhi Mangla ko... kisi ki aawaz aati hai...

Arre ye kya... Mangala to sapna dekh rahi thi... Bechare Smeet or Devi kab se use uthane ki koshish kar rahe the... nahi uthi... to baldi bharke paani dalana pada... tab jaake hosh me aayi... woh...

Smeet to Mangla: O behti naak... abhi se sapne dekhna shuru kar diye kya... chal jaldi kar 'Om Shanti Om' ka show 10:00 baje ka hai... aur it's already 9:30 yaar... aur Pujaa wahan humara wait kar rahi hai... jab bhi dekho soti rehti hai yaar...

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Amma : yeh aajkal ki ladkiya bhi na .........Mangala, mai bol deti hu ......tu kahi nahi jayegi.......gayee to mai teri taang todkar rakh dungi
From India, Pune
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Amma: arre kya aunti......pura program ban gaya hai........aane do na usse pls........aur phir hum sab hai na.......aap tension mat lo......"
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Hai.......eppadi Ipudi Ellam Yosikiringalo...idhukunu Room Pottu Yosipingaloooo Theriyala...aana Nalla Irinthuchu....eppadi Epdi Ellamm.......
From India, Madras
Acknowledge(0)
Amend(0)

Arre sohini woh to Mangla ka sapana tha......hahahhahaha........movie ka time 10 baje ka hai aur Mangla ki amma maan nahi rahi ab......usko bhejne ke liye......
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: Ai, meet tu kehde Amma se ki Mangla nahi aa rahi hai or phir 15 minute baad khidki par aa jana. Mai Amma ki saree ko latka kar utar jaungi. Ab ja ja mai sone ki acting karti hun... (Jor se chilla kar Amma se bolti hai)

Amma, mai kahi nahi jaa rahi. Or mujhe need aa rahi, plz mujhe disturb nahi karna. Mai so rahi hun. Or khana bhi mujhe nahi khana. Agar Devi aye to kah dena... Main meri Amma ki achi bachi hun... (Kah kar kamre ka darwaza band karti hai)

From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Amma: Kyaa anti aap bhi....pure programme waat laga di..nways.......next time aapko puchhe bina koi program nahi banega."
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

(itne mai devi aati hai) Devi to Smeet: Hi smeet. mangla abhi taiyar nahi hui? Time itna leti hai jaise SRK use dekhne aa rahe ho

Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Yeh behti naak nahi aa rahi...anti ne mana kar diya... Phir uske kaan mein kehta hai, "Woh aari hai, jaldi niche chal, woh khidki se aa rahi hai... Chal, bye kar anti ko aur nikal." Chal yaar, apne toh jaate hi... Mungla ke bina programme thoda hi flop kar sakte hain... nahi... anti...

Aur phir dono nikal jaate hain aur khidki ke paas Mungla ka wait karte hain.

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Yaar Devi, ek baat bataao... ye behati naak hamesha se aisi hi hai... aur uski amma... baap re baap... lekin ladki hai jigarwali... kya kehti ho... par ye hi kahan abhi tak aayi nahi...
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Devi to Smeet: Smeet ye pahele se hi aisi hai. Usko pahelese hi adventurs pasand hai. aur usmebhi SRK ki film ho aur uska pahela show mangla miss kare ye Ho hi nahi sakta.

Acknowledge(0)
Amend(0)

Upon descending from the balcony, Mangla falls and screams, "Maa!" At that moment, her mother wakes up and rushes to Mangla's room. Finding no noise, she assumes it was just a dream and goes back to sleep.

Mangla, trying to muffle her voice, cries out, "Uuuu maaaaaaaaa, I twisted my back! Uuuiiii maa, these bruises are all because of you. I couldn't get down properly, no one helped me!"

From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Hi,

Kya Mangla tum Smeet ko kyun daant rahe ho? Uska kya galati hai? Tum kuch aur sochte sochte uska gandhe mein pyar rakhne ke badle hawa mein pyar daal diya. Ab tum toh girne wale ho. Thik hai, abhi jhagda bandh karo aur jaldi niklo yahan se. Bhago bhago!

I have corrected the spelling, grammar, and punctuation errors in the user's input and restructured the text into paragraphs for better readability.

From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Mungla: Wah... behti nak... jab chot lagi tab sahi naam yaad aa gaya hamara... kyu...??? Anyways sorry yaar... thoda mujhe bhi dhyan rakhna tha... aur tum kya kar rahi thi... itna idhar udhar dekhe bina nahi utar sakti thi kya... aur kaisi madad... itni honhar ladki... ho... phir kaisi madad... sach batana kitni baar aise khidki se niche utari ho... hahahaha... ok... bahot laga hai kya... koi chala to jayega na meri amma...?

(Hey... Puja (Sohini) as per our story, you are waiting at the theater, ok dear... please check earlier posts...)

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

o acha........:( dekha nahi..........to hum wait e karte hay....theatre may tum lok kay lia....aao aao jaldi aao.....
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla, Smeet, or Devi nikal padte hain show dekhne. Smeet chedta rahta hai Mangla ko, aur Mangla apni chappal pakad kar marne ko bhagti hai Smeet ke piche. Bechari Devi dono ko danti hui ladne ko mana karti hai, par Mangla or Smeet to... scene of theater Puja inko milti hai...
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Hi Puja........sorry yaar todhi der ho gayi........chalo jaldi movie start ho jayegii......ye sub is behati naak k karan hua...........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

haan haan chalo....kaab se hum wait kar rahe hay tum log o kay lia....acha yeh mangla ko kya ho gaya...yeh aise muuh fulakar keu khari hay????
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Kuchh nahi... ye to uski purani aadat hai... kisi ne thoda bhaav kya de diya... o behti naak... chal jaldi kar... warna tera woh SRK ruke ka nahi... ki nahi... Mungla nahi aaye tab tak Movie shuru nahi hogi... karke... chal chal... kaho to uthaloo... ki... chala jayega... meri amma... 😠 :x
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

hahaaaa.....aab choro bhi..bechari ko itna pareshan keu karte ho...... dekho kaise chup ho gayi hay.....
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Ok....yaar...par maine kahan kuchh kaha......usse.......to tum aur Devi mujhe samja rahe ho......Yaar Devi tum to sub kuchh janti ho phir kyu kuchh bolti nahi........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Devi to All: Ye Mangla bhi SRK ke peeche itni pagal hai ki uski movie dekhne ke liye khatra mod leti hai. Aur Sameet, tum bhi na, use mana nahi kar sakte the? Aunty ko kya batayenge? Aur please ab jagda band karo, nahi to jis movie ke liye itne nakhre kiye hain humne, vo adhi chhut jayegi. Chalo jaldi... (Sab jaldi jaldi theater mein entry lete hain.)

Remember to maintain a single line break between paragraphs for better readability.


Acknowledge(0)
Amend(0)

All were watching a movie, and the intermission happened without anyone realizing. During the film, Smeet falls asleep, unaware of when the interval occurred. It's then that all three notice Smeet sleeping, and...
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

mangla: (ghuma kar ek deti hai smeet ko, or smeet uchal ke baith jata hai) kya hai smeet...tum aise kaise kar skte ho mere sath...mere SRK ki tumne bahut bejati ki hai...tum uski movie me so gaye....
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Mungla: Tum aur tumhara ye SRK... Ek din mere haathon pitne wale ho... Ek to maine aaj tak itni bakwas movie nahi dekhi... Aur bolti ho... Beijati ki... Maine... Balki... Ab tak ka pura natak humne is movie ke liye kiya tha kya... Paise aur time dono waste...

Smeet to Other Girls: Is SRK ki diwani ko to bhukh nahi lagegi... SRK ko dekh kar agar tumhe lagi ho to main bahar ja raha hoon... Kisi ko kuch chahiye? To bolo... Main mere me se phir kuch nahi dunga...

Smeet to Mungla (Gusse me): Ye baheti naak kuch khana hai... Phir bolna nahi... Kaha fas gaya yaar...

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

TABHI srk BHI INTERMISSION HONE PAR BHAR AATA HAI OR USE DEKH SAB LOG srk SE AUTOGRAPH MANGNE BHEED IKKATHI KAR LETE HAIN...OR PHIR
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet: Ye dekho, nautanki... yahan bhi shuru ho gaya. Jaao, tum bhi jaao autograph le ke aao. Ohhh, main to bhool hi gaya, madam ke pair me to moch aayi hai. Hahahaha... ab dekhte hain kaise jaati hai tu... bahti naak.

Smeet to Puja & Devi: Dekho, tum koi iski help nahi karna. Jaane do akele hi... dekhte hain kaise jaati hai akeli... waha tak bhi...

[Ensure there is a single line break between paragraphs]

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

tabhi SRK bheed ko hate hue mangla ke paas ata hi...aur sab bhochkke rah jaate hai.. or phir
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet (chillake): ye baheti naak teri to nikal padi........chal jaldi........Autograph le.....aur rasta kar jaane ka..........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Mangla: ( nervous hokar kahti hai) Shahrukh..na...a...sir...nai..SRK....main apko kya bulaun???????
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet (Maan me): Lagta hai mujhe hi kuch karna padega... warna ye behti naak itna achha moka jaane degi.

Smeet to SRK: Sir, I am Smeet, her friend. Actually, ye aapki bahot badi fan hai, sir. Aapki film dekhne ke liye ye kuch bhi kar jaati hai, aur maje ki baat ye hai ki aaj hi aapki film dekhne ke liye pair tudwa kar aayi hai. Sir, actually, she wants to go to dinner one day. Sir, mana mat karna, please.

Aur fir SRK maan jaate hain, aur Mungla ka Mobile no. le jaate hain aur phone karenge waisa bataate hain. Aur udhar Mungla bhi khushi se fooli nahi samati.

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet (Gusse me): Lo ab ek aur musibat... ye ladkiya bhi... kuchh karo to problem aur kuchh na karo to bada problem... Arre Devi, Puja... tum kuchh karo is pagali ka... hosh me laao isko... yaar... kahan fans gaya me aake...
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

wahan ghar par amma jo jor se mangla ke room ka darwaza khatkhata ke pareshan ho jati hai...or ro ro kar bura haal kar leti hai..
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Tabhi......Mangala ke papa jo........tour pe the woh aate he.....aur amma puri kahanai unhe bata ti he.......aur phir..........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

papa darwaza tod dete hai...or jab mangla ko kamre par sota dekhte hain to unki jan me jan aati hai
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Udhar........SRK chale jaate hai aur movie phir se suru hoti hai..........Smeet sabhi ke liye popcorn aur pepsi lata he.....par.......
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Film itni borring thi ki sab so gaye......Mangla bhi.........bechari SRK ke sapne dekhne lagti he.......aur ........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Devi to All: Jagooooooooooooooooooooo............ Ye mangla, smeet, pujaaaaaaaa ......... jago yaar. Film puri ho gai. Ye sahi hai.... Itne paise kharch karke yaha sone aye the? Aur mangla khub hai tu bi. Itna risk leke yaha sone aithi kya? Smeet...... (Sab par pani ke chite dalti hai aur sab jag jate hai.) (Devi hasne lagti hai) Ha.........ha...........ha.........

---
The text has been corrected for spelling and grammar errors. Additionally, the paragraph formatting has been adjusted with single line breaks between paragraphs.


Acknowledge(0)
Amend(0)

waise achha hi to hua...itni garmi may bahar ghumne se to acha hay ki ac may thoda rest kar lia :D...... kya bolte ho smeet aur mangla...thik bola na????
From India, New Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

Smeet to Devi: Oh, meri neend ki dushman... sote hue insaan ho jagaate hue sharm nahi aati... aur ye kya, paani se... chhe... nahana nahi tha mujhe... ek to ye bakwas si film... upar se ye Mungla ke... behtareen kaarnaame, of course, interval waale... ye kuchh kam tha... jo upar se ye paani... kya yaar.

Smeet to Puja: Kya Puja... Samjao na ise... kuchh.

Smeet to Mungla: Oh behti naak... sabhi hasratein khatam... movie dekh li... SRK ko mil liya... ab ghar chale... abhi ghar jaake ek aur musibat... khidki se upar chadhao madam ji ko... kya yaar, kaise kaise friends bana rakhe ho Smeet tumne.

Smeet ke bartav se sabhi gusse hote hain... aur sabse zyada... Mangala.

From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Yaar, tum log bhi kya ho... mere bapu ne darwaza tod diya tha aur main apne room mein soi hui mili, phir tum log mujhe picture hall mein le aaye. Yaar, koi bhi nahi purane dialogues ko coordinate nahi kar raha...
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

unhone bed par kissi ko sote hue dekha tha.......mat lab kon tha woh check nahi kiya.........actually tum ne waha takiya rakh diya tha buddhu...........bhool bahot jaati ho. yaar.....
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

hey guys i m gonna make a change....see if i am not avilable to play mangla so any of u can play start cordinating wid previous dialogs.....coz SHOW MUST GO ON
From India, Delhi
Acknowledge(0)
Amend(0)

badiya....... responsibility me se chhutna koi tum se sikhe...... gr8 yaar....... hum ko bhi sikhao........
From India, Mumbai
Acknowledge(0)
Amend(0)

Join Our Community and get connected with the right people who can help. Our AI-powered platform provides real-time fact-checking, peer-reviewed insights, and a vast historical knowledge base to support your search.







Contact Us Privacy Policy Disclaimer Terms Of Service

All rights reserved @ 2025 CiteHR ®

All Copyright And Trademarks in Posts Held By Respective Owners.