Kabhi pehli baar school jaane mein darr lagta tha, aaj har rasta khud hi chunte hain..!!
Kabhi mummy-papa ki har baat sacchi lagti thi, aaj unhi se jhooth bolte hain..!!
Kabhi chhoti si chot kitna rulati thi, aaj dil toot jata hai phir bhi sambhal jaate hain..!!
Pehle dost bas saath khelne tak yaad rehte the, aaj kuch dost jaan se zyada pyare lagte hain..!!
Ek din tension ka meaning maa se puchna padta tha, aur aaj tension soulmate lagta hai..!!
Ek din tha jab pal mein ladna, pal mein manana to roz ka kaam tha, aaj ek baar jo juda hue to rishte tak kho jate hain..!!
Sachi, zindagi ne bahut kuch sikha diya..!! Na jaane rab ne humko itna jaldi bada kyun bana diya....??
From India, Hyderabad

CiteHR is an AI-augmented HR knowledge and collaboration platform, enabling HR professionals to solve real-world challenges, validate decisions, and stay ahead through collective intelligence and machine-enhanced guidance. Join Our Platform.

3