1) Seh liya har dard humne haste haste
ujd gaya ghar mera yaaro baste baste
ab wafa kare to kis se kare yaaro
wafa karne gaye to bewafa hi mile raste raste..
2) Dhala din..
Fir wahi shaam hogi..
Aansu honge, yaadein hongi,
Zindagi..., Fir gum ke pyalo ke naam hongi.
Hasrato ki mehfil....
Uhi viran hongi.
3) Nigaho mein aur koi dosti ke kabil na raha, is kinare ka aur koi sahil na raha. Chand jaisa dost mila hume zamin par, aasma ka chand bhi ab deedar ke kabil nahi raha.
4) Wo mere liye kuch khaas hai yaaro
jinke laut aane ki na koi aas hai yaaro
wo najro se door hai to kya hua..
Banke dil ki dhadkan mere paas to hai yaaro
5) Is dil mein aa saka na koi, is dil ko chura na saka koi. Kasoor is mein kisi ka nahi, aap jesi jagah is dil mein bana saka na koi.
6) Shaam chirago se saja rakhi hai, shart logo se laga rakhi hai, shayad aa jaye koi humse bhi zyada pyasa, yahi sochkar thodi si bacha rakhi hai.
7) Kash ye dil shishe ka bana hota, chot lagti to beshak ye fanah hota. Par sunte jab wo aawaz iske tutne ki, tab unhe b apne gunah ka ehsaas hota.
8) Dil si cheez hai, dene ko hai de day
Magar koi qabil bhi to ho
Hum to jaan de kar bhi khush hain
Magar koi qateel bhi to ho.
9) Main tod leta agar wo GULAB hoti, main jawab banta agar wo SAWAL hoti, sab jante hai main nasha nahi karta phir bhi pee leta agar wo SHARAB hoti.
10) Mitti ki anokhi murat ho tum, zindagi ki ek zarurat ho tum, phool to khubsurat hote hain, phoolo se bhi khubsurat ho tum.
11) Aapko mile zamana sa lagta hai, aapse juda hue sadiyon sa lagta hai, achcha hua jo humne chod diya aapko, bacha liya khud ko achcha lagta hai.
12) Dil se dil ka jab salaam hota hai, faslon ka wahan kya kaam hota hai, khuda bhi sajda uska karta hai, sanam par jo kurbaan hota hai.
Hanuma :) :) :)
From India, Kakinada

Join Our Community and get connected with the right people who can help. Our AI-powered platform provides real-time fact-checking, peer-reviewed insights, and a vast historical knowledge base to support your search.