Lets Play A Game- Part 2

durga2
Hi friends,

I am back with a new game that will bring out the artist hidden inside you. So, friends, participate in this wonderful game.

Rules:
We will give a theme, and you have to write a script on it. Make yourself a character, start playing a role, and speak your self-made dialogues.

Theme:
There is a girl in a small town, and she has a dream of becoming a star in the film industry. She keeps watching movies and fashion shows on television. But as she grows up, her parents start searching for a boy from their town to marry her. She decides to elope to a big city...

I am not deciding on the ending, so please create dialogues, make yourself a character of this movie associated with the character, and play a role. Remember, speaking dialogues is necessary. In brackets, you can explain the situation or any necessary details.
durga2
Mangla, a beautiful girl of 16 years old, enters her house.

Mangla: "Amma... I am dying of hunger..." (She throws her school shoes but her mom does not respond) "Oh amma! I am starving. How can you keep your beautiful daughter without food and water... hummmmmmm."
Viral Shah
User input:
Kya yaar durga... ek aur game... ye kya maajara hai... sub... hummmmm... ghare me koi chhota bachha hai jo kahani banwa rahi ho... har roz... nways... main thing is that it is toooooo cooollll... let me check... isme kaha tak pahooche... i'll join u surely here too...

Corrected text:
Kya yaar Durga... ek aur game... ye kya majara hai... sab... hmm... ghar mein koi chhota bachha hai jo kahani banwa rahi hai... har roz... anyways... the main thing is that it is too cool... let me check... isme kaha tak pahuche... I'll join you surely here too...
pinkipatel79
In the provided text, there are spelling and grammatical errors that need to be corrected. Additionally, the text lacks proper paragraph formatting. Here is the revised version:

"Utne mai Mangla ki friend DEVI aai.

Vo Mangla ko bula rahi hai. MANGLA......... MANGLA........... Kaha ho?"

I have corrected the spelling errors and formatted the text into two separate paragraphs for better readability.
Viral Shah
User input:
Un dono ko jaana tha unke friend Smeet ke paas. Ek taraf Devi aawaz lagati hai aur dusri taraf Smeet ka phone aata hai. "Hello, Mungla, kya kar rahi ho yaar abhi tak? Woh Devi ki bachhi aayi ke nahi? Ek pehle se hi deri ho gayi hai. Jaldi karo, warna King Khan chala jayega."

Corrected text:
Un dono ko jaana tha unke friend Smeet ke paas. Ek taraf Devi aawaz lagati hai aur dusri taraf Smeet ka phone aata hai. "Hello, Mungla, kya kar rahi ho yaar abhi tak? Woh Devi ki bachhi aayi ke nahi? Ek pehle se hi deri ho gayi hai. Jaldi karo, warna King Khan chala jayega."
pinkipatel79
Hello Smeet, I am Devi speaking. Mangla is not ready yet. She is taking so much time as if she has to go for a film shoot.
durga2
Mangla: Han han, jana hai mujhe shoot me. Tum dono hamesha mera mazak udate rahte ho. Dekhna, King Khan jab mujhe dekhega to director ko kahega ki heroine hogi to Mangla nahi, to main ye film nahi karunga.
Viral Shah
Smeet: O mangala jungla... uth beti uth... din me sapne nahi dekhne thik nahi... ab jaldi kar... warna... SRK Devi ko sign kar lega... chal jaldi kar... ab... yaar tu ladkiyo ki yaahi aadat mujhe pasand nahi... "
sohini basu roy
Friends, carry on. Having a great time! Actually, my Hindi is not that strong, so I may not participate in dialogues much. But you all continue, I am enjoying it. :)
Viral Shah
Sure, here is the corrected and formatted text:

Arre... Sohini, you can continue in English. Yaar, not to worry. Yahaan, CHR wale koi award nahi dene wale. Ki aap quit kar lo. Come on! And I know your Hindi is not that poor.

Please let me know if you need any further assistance.
durga2
Mangla to Sumeet: Baba, main aapko ek din dikhadungi ki aapki beti kisi heroine se kam nahi hai. Wo din dur nahi baba jab aapko mujh par fakr hoga. Ai chal devi chal, nahi to King Khan chale jaenge. (Dono ek dusre ka haath pakad bhagne lagte hain)
sohini basu roy
In the corrected text:
"Dono nikle, achanak raaste mein Shekhar mil gaya in dono ko..... Shekhar bahut accha gaata hai....."

The corrected text addresses the spelling errors and ensures proper punctuation. The paragraph formatting has also been adjusted for clarity.
Viral Shah
Smeet (mann me): "Ye do no kaha reh gayi... last 5 mins... he... agar nahi aayi to ye SRK chala jayega aur dono ka dil tut jayega... mujhe hi kuchh karna padega."
Viral Shah
Hi, Sohini,

Aapne aap ko ek character bana lo phir type karo. Thik hai. Baaki, your Hindi is perfect.
sohini basu roy
Smeet Mangla aur Devi ko dhoondne jaa raha tha, aur Puja se mila. "Smeet, tum yaha kya kar rahe ho? Tum to yaha nahi rehte ho?"
durga2
Puja ek bahut hi seedhi or kam bolne wali ladki hai, or Sumeet use pasand karta hai. Par wo dari sahmi kisi ki baat ka jawab nahi deti. Fir Sumeet usse kehta hai...
Viral Shah
Smeet to Puja: 'Arre Puja... hi... how are you?? Main to bus yuhi... Devi aur Mangla ko dhoodh raha tha... you must know them... ya bus wohi Mangla jiski ek naak hamesha behti rehti hai...'
durga2
Mangla: Hi PUJA, umhhh..umhhhh (in a taunting way) are Sumit tum Puja ko bhi King Khan se milane le ja rahe ho... achha bachu lene hame aa rahe the aur Puja ko dekh rasta bhatak gay... ha..ha.. chal chal Devi shayad hamari entry galat waqt par ho gayi... man hi man to Sumit hame gali de raha hoga....
sohini basu roy
No worries, yaar... woh to Sumeet tum dono ko dhoondhne jaa raha tha, raaste mein achanak mil gaye... Don't worry, main tum log ke saath nahi jaa rahi hoon. You all carry on.
Viral Shah
Greetings to all: dekho yaar.....ek to the first thing....kaise frnd ho yaar...aap.....I'm Smeet not Sumit........naam to thik se lo..........aur dusri baat, Mangla itni jalti kyu hai tu hummmm.....ab to Puja tumhe bhi aana hoga.......kya yaar ye log samjte kya hai.........Devi tum to kuchh bolo is behti nak wali se.........main kuchh kehta nahi isika matlab........kuchh bhi......jo mann me aaye woh bolne ha.........
pinkipatel79
Devi: Mangla, aab rahene bhi do. Smeet ko itna bhi mat satao. After all, he is our friend yaar............
Viral Shah
Hey friends, you carry on. I'm leaving. I'll join you tomorrow. Bye everybody, take care.
durga2
Mangla: Sumeeeeeeeeeeeet yane ki Sumeeeeeeeeeet yane ki Sumeeeeeeeeeeeeeet, kiska meet hai hai hai... bhai hum to jal ke khak ho gaye, hamari aisi kismat kahan devi ki, hamara bhi koi Sumeeeeeeeeeeeeeeeeet intezar kare... uuuuuuu maaaaaaaa. Jis se mujhe intezar hai wo chala jayega... chalo chalo.. Puja tum bhi chalo... pllllllzzzzzzzzzzzzz.
pinkipatel79
Dev, ye kya aap tino andar andar baat kar rahe ho? Ye aap ki pyaari si... sweet si... Devi ko bhool gaye?
durga2
Mangla: Meri pyari devi, agar tum Sumit se ye expect kar rahi ho ki woh puja ke alawa kisi ka khayal rakhega, to tum bilkul buddhu ho. Ab to hum dono ko hi ek dusre ka khayal rakhna padega. Samjhi? Ab chal, nahi to mere manmeet (SRK) chala jayega.
pinkipatel79
It seems like there are some spelling and grammar errors in your input. Here is the corrected version:

"Mujhe lagta hai sab chale gaye. Smeet ke jaate hi Puja bhi chali gayi aur SRK ko dekh kar Mangla bhi chali gayi... :( Akele hain... to kya gum hai..."

Please let me know if you need any further assistance.
Viral Shah
Smeet: Kyu Mangala ki baachhi... chal jaldi kar... SRK tera rishtedaar nahi jo rukega... samjhi... aur Devi & Puja... behti naak waali ko samjha do... heroin banana hai to pehle naak saaf karna padega... thanks Devi, tu hi meri best friend hai yaar... warna ye Mangla Jungla to bus sirf naam ki hai... jaha dekho shuru ho jaati hai...
durga2
Chalo chalo... jaldi karo. Devi, Puja, Mangla, or Sumeet pahunch jaate "No Shanti No" ke set par... lekin guard unhe andar jaane nahi deta.

Guard: Ruk jao... kon ho tum...? (Sumeet bolta hai...)

Ensure proper paragraph formatting with a single line break between paragraphs.
Viral Shah
Mangala, my name is Smeet. Meri amma, ye Sumeet. Sumeet kya laga rakha hai, yaar. Smeet, Smeet, Smeet, a sweet little smile. Smajee, you behti naak.

Smeet to Guard: Hum kaun hai, nahi jaante. Aapke King Khan ki nayi heroine hai na unke dost, samjha bachhu. Chal gate khol der ho rahi hai aur ye letter tip 50/-. Chal hawa aane de.
durga2
Guard: Ji saab... Saab, par ek ghante me wapas aa jaiyega. Meri naukri ka sawal hai na saab...
Viral Shah
Smeet to Guard: Thik hai, thik hai... chinta mat kar yaar... madam ji ko hum bol denge... don't worry...

Smeet to Mungla: Dekha Mungla ki bachhi, tere liye kitna jooth bolna padta hai... ek hum hai... aur ek tu... jab bhi dekho... kuchh bhi bolti rehti hai...

Smeet to Devi: Kyun sahi bola na Devi... kya kehti ho... tum...
Lovebird143
Devi: Yaar, Smeet, aaj tak tumne kabhi galat bola hai kya? :icon12::icon12::icon12: Main to tumhare har ek baat pe fida hoon ...

Mangla: :beatup::beatup: Bus bus kar, Devi, chalo hum SRK ko dhundte hai.
Viral Shah
Oh, mere lovebird, aap kab se Devi ban gaye bhai... Please introduce yourself as a new character, please.
Viral Shah
This is for everybody who has just joined this thread...

Durga2 is 'Mangala & Guard'
Pinki is Devi
Sohini is Puja
Viral is Smeet... so please, whoever wants to enter this thread, add some new characters related to the story. Thank you for your kind cooperation.
sohini basu roy
R, I think, hay choro abhi aur andar chalo... King Khan ka program suru ho jayega... Aur agar suru ho jata hay to Mangala ki to dil toot jayega... Please, please hurry up frnds...
Viral Shah
Smeet: Haa chalo chalo... jaldi karo bhai... o behti naak bura mat maan... aur meri amma... chal jaldi kar... SRK nahi mila to mere 50/- uhi waste ho jayenge... "
durga2
Mangla: Ai Smeet, main kaisi lag rahi hoon... Ai Devi, tu bata na... SRK mujhe dekhega na... Bata na yaar... Meri lipstick abhi bhi lagi hai ya thodi aur laga lu... Yaar, mera dil itna jor se dhadak raha hai jitna ki result lene mein bhi nahi dhadka hoga...
Viral Shah
Smeet: Mast bole to ek dum zakaas... bus ye behati naak ka kuchh kar yaar... just joking... sahi bolu to ek dum mast lagti hai... Aaj bechari Gauri Khan ki to shamat aane wali hai...

Smeet: Devi aur Puja... main tum dono ko bata du... ki jab bhi SRK dikhe, isse pakad ke rakhna... warna maar khilayegi...
durga2
Mangla dekhti hai, SRK ko dekhte hi ek tak dekhte hi rah jati hai. Devi usko kohni se marti hai, par uspar koi asar nahi hota. Wo to jaise sapne me kho jati hai.
sohini basu roy
Corrected Text:

Haan haan... Don't worry. Hum log ka responsibility hai na, friend, to help karna... So, don't worry. We will take care of it.
Viral Shah
Tabhi... baarish shuru ho jaati hai... aur sab bhigne lagte hain... aur tabhi Mangla ko... kisi ki aawaz aati hai...

Arre ye kya... Mangala to sapna dekh rahi thi... Bechare Smeet or Devi kab se use uthane ki koshish kar rahe the... nahi uthi... to baldi bharke paani dalana pada... tab jaake hosh me aayi... woh...

Smeet to Mangla: O behti naak... abhi se sapne dekhna shuru kar diye kya... chal jaldi kar 'Om Shanti Om' ka show 10:00 baje ka hai... aur it's already 9:30 yaar... aur Pujaa wahan humara wait kar rahi hai... jab bhi dekho soti rehti hai yaar...
manisha239
Amma: Yeh aajkal ki ladkiya bhi na... Mangala, mai bol deti hu... tu kahi nahi jayegi... gayee to mai teri taang todkar rakh dungi.
Viral Shah
Smeet to Amma: Arre, kya aunti... pura program ban gaya hai... aane do na usse pls... aur phir hum sab hai na... aap tension mat lo... "
sivakumar2009mba
Hi, how are you? I was thinking about everything that happened. I couldn't figure it out even after going to my room. But it was all good. How did everything happen?
Viral Shah
Sohini, woh to Mangla ka sapna tha... hahahaha... movie ka time 10 baje ka hai aur Mangla ki amma maan nahi rahi ab... usko bhejne ke liye...
durga2
Mangla: Ai, meet tu kehde Amma se ki Mangla nahi aa rahi hai or phir 15 minute baad khidki par aa jana. Mai Amma ki saree ko latka kar utar jaungi. Ab ja ja mai sone ki acting karti hun... (Jor se chilla kar Amma se bolti hai)

Amma, mai kahi nahi jaa rahi. Or mujhe need aa rahi, plz mujhe disturb nahi karna. Mai so rahi hun. Or khana bhi mujhe nahi khana. Agar Devi aye to kah dena... Main meri Amma ki achi bachi hun... (Kah kar kamre ka darwaza band karti hai)
Viral Shah
Smeet to Amma: Kyaa anti aap bhi....pure programme waat laga di..nways.......next time aapko puchhe bina koi program nahi banega."

Revision:
Smeet to Amma: Kyaa, Anti, aap bhi... pure programme waste laga di... Anyways... next time aapko puchhe bina koi program nahi banega.
pinkipatel79
Devi to Smeet: Hi Smeet, Mangla abhi taiyar nahi hui? Time itna leti hai jaise SRK use dekhne aa rahe ho.

---
The corrected text has fixed the spelling of "Smeet" and "itna." Additionally, the line breaks have been adjusted to ensure proper paragraph formatting.
Viral Shah
Smeet: Yeh behti naak nahi aa rahi...anti ne mana kar diya... Phir uske kaan mein kehta hai, "Woh aari hai, jaldi niche chal, woh khidki se aa rahi hai... Chal, bye kar anti ko aur nikal." Chal yaar, apne toh jaate hi... Mungla ke bina programme thoda hi flop kar sakte hain... nahi... anti...

Aur phir dono nikal jaate hain aur khidki ke paas Mungla ka wait karte hain.
Viral Shah
Smeet: Yaar Devi, ek baat bataao... ye behati naak hamesha se aisi hi hai... aur uski amma... baap re baap... lekin ladki hai jigarwali... kya kehti ho... par ye hi kahan abhi tak aayi nahi...
pinkipatel79
Devi to Smeet: Smeet, ye pehle se hi aisi hai. Usko pehle se hi adventures pasand hai. Aur usme bhi SRK ki film ho aur uska pehla show mangla miss kare ye ho hi nahi sakta.
durga2
Upon descending from the balcony, Mangla falls and screams, "Maa!" At that moment, her mother wakes up and rushes to Mangla's room. Finding no noise, she assumes it was just a dream and goes back to sleep.

Mangla, trying to muffle her voice, cries out, "Uuuu maaaaaaaaa, I twisted my back! Uuuiiii maa, these bruises are all because of you. I couldn't get down properly, no one helped me!"
sohini basu roy
Hi,

Kya Mangla tum Smeet ko kyun daant rahe ho? Uska kya galati hai? Tum kuch aur sochte sochte uska gandhe mein pyar rakhne ke badle hawa mein pyar daal diya. Ab tum toh girne wale ho. Thik hai, abhi jhagda bandh karo aur jaldi niklo yahan se. Bhago bhago!

I have corrected the spelling, grammar, and punctuation errors in the user's input and restructured the text into paragraphs for better readability.
Viral Shah
Smeet to Mungla: Wah... behti nak... jab chot lagi tab sahi naam yaad aa gaya hamara... kyu...??? Anyways sorry yaar... thoda mujhe bhi dhyan rakhna tha... aur tum kya kar rahi thi... itna idhar udhar dekhe bina nahi utar sakti thi kya... aur kaisi madad... itni honhar ladki... ho... phir kaisi madad... sach batana kitni baar aise khidki se niche utari ho... hahahaha... ok... bahot laga hai kya... koi chala to jayega na meri amma...?

(Hey... Puja (Sohini) as per our story, you are waiting at the theater, ok dear... please check earlier posts...)
sohini basu roy
Apologies for the confusion, but the text provided seems to be a mix of Hindi and English with informal language and emoticons. Here is the revised version with corrected spelling and punctuation:

"Oh, acha... :( Dekha nahi... to hum wait karte hain... Theatre mein tum log ke liye... Aao aao jaldi aao..."

Please let me know if you need further assistance or if there are any specific requirements regarding the text.
durga2
Mangla, Smeet, or Devi nikal padte hain show dekhne. Smeet chedta rahta hai Mangla ko, aur Mangla apni chappal pakad kar marne ko bhagti hai Smeet ke piche. Bechari Devi dono ko danti hui ladne ko mana karti hai, par Mangla or Smeet to... scene of theater Puja inko milti hai...
Viral Shah
Smeet: Hi Puja, sorry yaar thodi der ho gayi. Chalo jaldi movie start ho jayegi. Ye sab is behti naak ke karan hua.
sohini basu roy
Haan haan chalo... kab se hum wait kar rahe hain tum logon ke liye... achha, yeh Mangla ko kya ho gaya... yeh aise muh phulakar kyun khari hai????
Viral Shah
Smeet: Kuchh nahi... ye to uski purani aadat hai... kisi ne thoda bhaav kya de diya... o behti naak... chal jaldi kar... warna tera woh SRK ruke ka nahi... ki nahi... Mungla nahi aaye tab tak Movie shuru nahi hogi... karke... chal chal... kaho to uthaloo... ki... chala jayega... meri amma... 😠 :x
sohini basu roy
Hahaha... aab choro bhi, bechari ko itna pareshan kyun karte ho... dekho kaise chup ho gayi hai.
Viral Shah
Smeet: Ok... yaar... par maine kahan kuchh kaha... usse... to tum aur Devi mujhe samja rahe ho... Yaar Devi, tum to sab kuchh janti ho, phir kyun kuchh nahi bolti...
pinkipatel79
Devi to All: Ye Mangla bhi SRK ke peeche itni pagal hai ki uski movie dekhne ke liye khatra mod leti hai. Aur Sameet, tum bhi na, use mana nahi kar sakte the? Aunty ko kya batayenge? Aur please ab jagda band karo, nahi to jis movie ke liye itne nakhre kiye hain humne, vo adhi chhut jayegi. Chalo jaldi... (Sab jaldi jaldi theater mein entry lete hain.)

Remember to maintain a single line break between paragraphs for better readability.
Viral Shah
All were watching a movie, and the intermission happened without anyone realizing. During the film, Smeet falls asleep, unaware of when the interval occurred. It's then that all three notice Smeet sleeping, and...
durga2
Mangla: (ghuma kar ek deti hai smeet ko, or smeet uchal ke baith jata hai) Kya hai Smeet... Tum aise kaise kar sakte ho mere sath... Mere SRK ki tumne bahut bejati ki hai... Tum uski movie me so gaye....
Viral Shah
Smeet to Mungla: Tum aur tumhara ye SRK... Ek din mere haathon pitne wale ho... Ek to maine aaj tak itni bakwas movie nahi dekhi... Aur bolti ho... Beijati ki... Maine... Balki... Ab tak ka pura natak humne is movie ke liye kiya tha kya... Paise aur time dono waste...

Smeet to Other Girls: Is SRK ki diwani ko to bhukh nahi lagegi... SRK ko dekh kar agar tumhe lagi ho to main bahar ja raha hoon... Kisi ko kuch chahiye? To bolo... Main mere me se phir kuch nahi dunga...

Smeet to Mungla (Gusse me): Ye baheti naak kuch khana hai... Phir bolna nahi... Kaha fas gaya yaar...
durga2
Tabhi SRK bhi intermission hone par bhaag aata hai aur use dekh sab log SRK se autograph mangne ke liye bheed ikatthi kar lete hain. Phir...
Viral Shah
Smeet: Ye dekho, nautanki... yahan bhi shuru ho gaya. Jaao, tum bhi jaao autograph le ke aao. Ohhh, main to bhool hi gaya, madam ke pair me to moch aayi hai. Hahahaha... ab dekhte hain kaise jaati hai tu... bahti naak.

Smeet to Puja & Devi: Dekho, tum koi iski help nahi karna. Jaane do akele hi... dekhte hain kaise jaati hai akeli... waha tak bhi...

[Ensure there is a single line break between paragraphs]
durga2
Tabhi, SRK bheed ko hate hue Mangla ke paas aata hai, aur sab shock mein rah jaate hain. Phir...
Viral Shah
Smeet (chillake): Ye beheti naak teri to nikal padi... chal jaldi... Autograph le... aur rasta kar jaane ka...
durga2
Mangla: (nervous hokar kahti hai) Shahrukh... na... a... sir... nai... SRK... main apko kya bulaun???????

---
I have corrected the spelling and formatting of the user's input.
Viral Shah
Smeet (Maan me): Lagta hai mujhe hi kuch karna padega... warna ye behti naak itna achha moka jaane degi.

Smeet to SRK: Sir, I am Smeet, her friend. Actually, ye aapki bahot badi fan hai, sir. Aapki film dekhne ke liye ye kuch bhi kar jaati hai, aur maje ki baat ye hai ki aaj hi aapki film dekhne ke liye pair tudwa kar aayi hai. Sir, actually, she wants to go to dinner one day. Sir, mana mat karna, please.

Aur fir SRK maan jaate hain, aur Mungla ka Mobile no. le jaate hain aur phone karenge waisa bataate hain. Aur udhar Mungla bhi khushi se fooli nahi samati.
Viral Shah
Smeet (Gusse me): Lo ab ek aur musibat... ye ladkiya bhi... kuchh karo to problem aur kuchh na karo to bada problem... Arre Devi, Puja... tum kuchh karo is pagali ka... hosh me laao isko... yaar... kahan fans gaya me aake...
durga2
Wahan ghar par amma jo jor se mangla ke room ka darwaza khatkhata ke pareshan ho jati hai, aur ro ro kar bura haal kar leti hai..
Viral Shah
Tabhi... Mangala ke papa, jo tour pe the, woh aate hain aur amma puri kahani unhe batati hain, aur phir...
durga2
Papa darwaza tod dete hain... aur jab Mangla ko kamre mein sota dekhte hain, to unki jaan mein jaan aati hai.
Viral Shah
Udhar........ SRK chale jaate hain aur movie phir se shuru hoti hai.......... Smeet sabhi ke liye popcorn aur Pepsi laata hai..... par.......
Viral Shah
The film was so boring that everyone fell asleep. Mangla too, poor thing, started dreaming of SRK.
pinkipatel79
Devi to All: Jagooooooooooooooooooooo............ Ye mangla, smeet, pujaaaaaaaa ......... jago yaar. Film puri ho gai. Ye sahi hai.... Itne paise kharch karke yaha sone aye the? Aur mangla khub hai tu bi. Itna risk leke yaha sone aithi kya? Smeet...... (Sab par pani ke chite dalti hai aur sab jag jate hai.) (Devi hasne lagti hai) Ha.........ha...........ha.........

---
The text has been corrected for spelling and grammar errors. Additionally, the paragraph formatting has been adjusted with single line breaks between paragraphs.
sohini basu roy
Well, it was a good thing to happen... It's better to take some rest in the cool AC indoors than to go out in this scorching heat :D. What do you think, Smeet and Mangla... was that well said???
Viral Shah
Smeet to Devi: Oh, meri neend ki dushman... sote hue insaan ho jagaate hue sharm nahi aati... aur ye kya, paani se... chhe... nahana nahi tha mujhe... ek to ye bakwas si film... upar se ye Mungla ke... behtareen kaarnaame, of course, interval waale... ye kuchh kam tha... jo upar se ye paani... kya yaar.

Smeet to Puja: Kya Puja... Samjao na ise... kuchh.

Smeet to Mungla: Oh behti naak... sabhi hasratein khatam... movie dekh li... SRK ko mil liya... ab ghar chale... abhi ghar jaake ek aur musibat... khidki se upar chadhao madam ji ko... kya yaar, kaise kaise friends bana rakhe ho Smeet tumne.

Smeet ke bartav se sabhi gusse hote hain... aur sabse zyada... Mangala.
durga2
Yaar, tum log bhi kya ho... mere bapu ne darwaza tod diya tha aur main apne room mein soi hui mili, phir tum log mujhe picture hall mein le aaye. Yaar, koi bhi nahi purane dialogues ko coordinate nahi kar raha...
Viral Shah
Upon reviewing the user's input, here is the corrected version:

Unhone bed par kisi ko sote hue dekha tha... Matlab kaun tha woh, check nahi kiya... Actually, tumne waha takiya rakh diya tha, buddhu... Bhool bahut jaati ho, yaar...

Please let me know if you need further assistance.
durga2
Hey guys, I'm going to make a change. If I am not available to play Mangala, any of you can play. Start coordinating with the previous dialogues because the show must go on.
Viral Shah
Badiya... responsibility me se chhutna koi tum se sikhe... gr8 yaar... hum ko bhi sikhao....

(One line break)
If you are knowledgeable about any fact, resource or experience related to this topic - please add your views. For articles and copyrighted material please only cite the original source link. Each contribution will make this page a resource useful for everyone. Join To Contribute