Hiiii...
Mana Sweety ne badla apna aakar hai..
Dekh kar jise abhi tak same hamare vichar hain..
Mujhe uska ye roop bhi nahi sweekar hai.. :beatup:
Kaho Sweety ko har baar tum, hami nahi karna Ikrar hai.. :dry:
Hum Mauke k nahi,, mauka hamare pass barambar hai..
Waise ek baat kahoonga.. Sindhu ji ki Mahima Aprampar hai..;-)
Jinhone Sweety ka badal dala poora Aakar hai..
Ab hamein Sindhu ji k agle reference ka Intezar hai.. ;-)