Boss: Arz kiya hai... Office mein kaam nahi hota hai. Galtiyon ka sama hota hai. Aise mausam mein hi to performance jawan hota hai. Dil ki khunnas boss zabaan se nahi kehte. Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai. Employee's reply... Arz kiya hai... Appraisal hote hain. Disappointment ka sama hota hai. Aise mausam mein hi to attrition jawan hota hai. Dil ki khunnas hum zabaan se nahi kehte. Ye fasana to resignation se bayan hota hai. (Wah wah... wah wah... wah wah...)