Comeon LETS PLAY ANTAKSHARI.............

Chinsi
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon....................n
chitrasuchi
na na karte pyar tumhi se kar baithe..
karna tha inkar magar ikarar ..tumhi se kar baithe..
E
Chinsi
In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke...................e
chitrasuchi
Ehsaan tera hooga muz par..
dil kehta hai use kehne doo.
muze tumse mohoobaat hogayi hai..
muze palkoon ki chaoo mein rehne doo
O
Chinsi
aaj mausam bada beimann hai bada
beimann hai, aaj mausam
aane vaalaa koii tuufaan hai koii
tuufaan hai, aaj mausam.....................m
Chinsi
saamane ye kaun aayaa, dil mein huyee halachal
dekh ke bas yek hee zalak, ho gaye hum paagal
baate, mulaakaate, hum se bhee to hogee
hum se, khulenge, wo aaj naheen to kal..........L
Jagdeep Singh Khanuja
maine dil se kaha dhund lana khusi na samajh laya gam to ye gum hi sahi.........'I'
Sun re sajaniya tere sang duniya aaise jaise har su bahar hai jiya nahi jae re tere sang hae re tum se hi humko pyar hai...............'I'
Chinsi
O Hansni Meri Hansni, Kahaan Ud Chali
Mere Aramaanon Ke Pankh Lagaake, Kahaan Ud Chali ..................I
orchids
ankhon mein sapne liye ghar se hum chal tho diye...
jaane ye rahein ab le jayagi kahan..
Na...
Chinsi
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Mera Soona Padha Re Sangeet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet...............T
If you are knowledgeable about any fact, resource or experience related to this topic - please add your views. For articles and copyrighted material please only cite the original source link. Each contribution will make this page a resource useful for everyone. Join To Contribute