No Tags Found!

syma
9

Hathi Aur Chounti



Haathi aur chounti ka kayee dinou say boombastic chakkar chal raha tha. Tu chounti nay dunya kay taanou say thung aakar haathi say kaha.



Chountii: Meray nannay say dil key jaan...meray ghar rishta laykar ao takay iss badnami say chutkara milay.



Haathi : No problem jaan..humari bhi haai Aan! hum aingay kul Amma ko tayyar kardo.



Aglay dinn haathi ghar aaya apni family kay saat. Haathi kay ghar walou nay chunti ko dekha aur chunti kay ghar walou nay haati ko dekha. Chunti kay ghar walou nay daant kar chunti ko apna kamray may bhaijdia aur hathi ka rishta refuse kardia.



Chunti nay rothtay huay maa say poocha: Meray pyar ko aapne kyoun thukra dia?



Think aakhir chunti k ghar walon nay us k payaar kyun thukraya?

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Plz think seriously

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Don't smile plz, aisay samjhain k aap ka rishat reject hua hai,

aik chunti ki tarah sochain,

aik haathi ki tarah sochain,

.

.

.

.

.

plz sochein na,

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Chalo nahi pata chala to amma jaan ka jawab hi sun lain.



Amma boli: Beta larkay kay daant bohat baray hain!!!



Ab bataein, aap mein say kisi nay yeh socha tha kia? lolz

From Pakistan, Karachi
Deepali Gulati
10

Hi, Socha tha, becuase pehle suna hua tha, nahi to mein bhi reply nahi akr pati. :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: Deepali
From India, Chandigarh
Community Support and Knowledge-base on business, career and organisational prospects and issues - Register and Log In to CiteHR and post your query, download formats and be part of a fostered community of professionals.





Contact Us Privacy Policy Disclaimer Terms Of Service

All rights reserved @ 2024 CiteHR ®

All Copyright And Trademarks in Posts Held By Respective Owners.