404 - The content no longer exists on our network.

But we found simillar discussions which you may find interesting... please review them below.

Search for "Fizao Mein"


Service terminated without notice or without reason
Sir mein kisi ministry mein 56 saalo se contractual/outsourced basis par kaam kar raha tha one week phele mujhe nikal diya gaya bina notice or bina reason batya bus ye bola ki ab tumahri jaroorat nahi hai phir mein contractor ke pass gaya toh ussne bhi mujhe nahi rakha job mein bola ki tum hamari company ke under nahi ata
Daddy internet laga dein ........!
Dil ka connection miladein daddy internet laga dein mujhe aaya mail dostoun ka kab lagay ga itna bata dein homework pura hota nahi raat ko mein sota nahi jab mood ho padhai ka homework koi hota nahi. net bhi hai kamaal cheez bas aati ho agar chalani keys waisay to bohot hai kaam is kay par chatting pe lagti nahi fees. aap kehte hain mein shor machaon ga try karo mein naraz na kar paon ga mein god promise karta hun net aap ke saunay ke baad lagaun ga. saheli nahi merihaan dost hi hotay hain who saray ke saray school mein hi sotay hain raat to guzarti hai net par typing kartay subha bhi chat room mein hi hotay hain. ladkian bhi kamaal hoti hain ghar pe apni misaal hoti hain saara kaam khatam karkay das bajay saday naal hoti hain. ab to mujhe internet lagadein meri bhi mauj karadein mein bhi dhondta hun cyber bahoo aap bas nikah dot com karadein regards ak
Please suggest me about notice period and resignation?
Main ek consultancy mein job karta hun on executive profile. mujhe jo appointment latter mila hai usme notice period 30 days ka hai main resign karna chahta hun. agar main bina notice diye chala jata hun to is condition mein kya hogaplease suggest me the way jisse main yaha se within a week ja paun?
Na ye chemistry hoti....
Na ye chemistry hoti na mein student hota . na ye lab. hoti na ye accident hota abhi practical mein aaye nazar ek ladki sundar thi naak uski test tube jaisi baton mein uski glucose ki mithas thi sanson mein ester ki khushbu bhi sath thi aankhon se jhalakta tha kuch is taranh ka pyaar bin piye hi ho jata tha alcohol ka khumar benzene sa hota tha uski presence ka ehsas andhere mein hota tha radium ka abhas nazrein mileen reaction hua kuch is taranh love ka production hua lagne lage us ke ghar ke chakkar aise nucleus ke charon taraf electron hon jaise us din hamare test ka confirmation hua jab uske daddy se hamara introduction hua sun kar hamari baat woh aise uchal pade ignesium tube mein jaise sodium bhadak uthe woh bole hosh mein aao pahchano apni auqat iron mil nahin sakta kabhi gold ke sath ye sum kar tuta hamare armanon bhara beaker aur hum chup rahe benzaldehyde ka kadwa ghoont pi kar ab us ki yaadon ke siwa hamara kam chalta na tha aur lab mein hamare dil ke siva kuch aur jalta na tha zindagi ho gayee unsaturated hydrocarbon ki taranh aur hum phirte hain awara hydrogen ki tarah... regards ak
Yeh degree bhi lelo, yeh naukri bhi lelo,
Yeh degree bhi lelo yeh naukri bhi lelo bhale chheen lo mujhse us ka visa magar mujhko lauta do college ka canteen who thanda saaa paani who teekha samosaa who college ki sabse purani nishaanee who chai vaalaa jisko sab kehte the... jaani who jaani ke hathon ki 'cutting' chai meethi who chupkese journal mein jo bheji thi chitthi who padhte hi chitthi tha uska bhadakna who chehre ki laali who hothon ki gaali ... kadi dhoop mein apney room se nikalnaa who project ki khatir tha dar dar bhataknaa who lecture mein doston ki proxy lagaanaa who ma m ko chidana aeroplane udaanaa who submission ki raton ko jagna jagaanaa who viva ke kisse who pracs ki kahani.... who dena bimaari ka har time bahana who doosron ke assignment ko apnaa banana who seminar ke din pairon ka cchatpatanaa who workshop mein din bhar pasiinaa bahanaa who slogans banana who poster chipkana phir exam ke dinon yaad aati thi naani .... college ki thi who lambi is raatein who doston ke tapre mein fokat ki baatein; who gathering ke din pyari mulakatein; who kudiyon ka yuhin hamesha akadnaa; who ladkon ke aagey jo unka matakna; bhulaaye nahin bhool sakta hai koi who college ki yaadein jo ab hai kahani...
Total nonsense shayri series........:-)
khud ko kar buland itnaa.... ke' himaalay ki choti pe jaa pahunche.... aur khuda tumse puche.... ' abe sale gadhe... ab utrega kaise . jise dil diya woh dilli chali gayi jise pyar kiya woh italy chali gayi dil ne kaha khud kushisucide kar le zalim bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi dharti so rahi hai aasman so raha hai dharti so rahi hai aasman so raha hai nonsense yeh sab kya ho raha hai? aasmaan mein ud raha hai kabootar aasmaan mein ud raha hai kabootar flutter flutter flutter flutter. ads series main tere pyar mein paagal hua chhaliye mein tere pyar mein paagal hua chhaliye iodex maliye kaam pe chaliye adab arz hai.... adab arz hai tum har raat mere khwabon mein aao tum har raat mujhe yuunhi satao melody khao khud jaan jao... main hu yahan tu hai wahan main hu yahan tu hai wahan lifebouy hai jahan tandurusti hai wahan. maine tumse pyar kiya tere baap ne mujhe pita maine tumse pyar kiya tere baap ne mujhe pita tan ki shakti man ki shakti bournvita chorus: ahaaha... aur ant mein ghalib ke liye ek sher: tumne mere man se khela tumne mere tan se khela tumne mere dhan se khela wah wah wah well played well played :lol: :lol: :lol: :lol: :lol: